Jisko duaon mein manga female version mp3 download






















But luckily for me,it did. All thanks to you guys. I think I should put this out there, Aditya's nose is plain gorgeous. Oye Frooj!

It was fun hearing you cry, let's do it again sometime. And Amnom, nomnomnomnomnomnomnom. Sung by Arijit Sing No one wants freedom from the jail of love. Dil mein ho tum, aankhon mein tum, pehli nazar se hi yaara. You're there in my heart and my eyes since the first time I saw you.

Yeh ishq ki hai saazishein lo aa mile hum dobara. It's due to the conspiracy of love that we've met again. Tumhi ho Tumhi ho Tere liye hi jiya main Khud ko jo yun de diya hai Teri wafa ne mujhko sambhala Saare ghamon ko dil se nikala Tere saath mera hai naseeb juda Tujhe paake adhoora naa raha hmm.

Kyunki tum hi ho Ab tum hi ho Zindagi ab tum hi. Tujh se judaa gar ho jaayenge To khud se hi ho jaayenge judaa If I get separated. Song credit : - Song : - Tum hi ho Movie.

Human translations with examples: ogaya, who are you, ha were you, or btao yaar, what happened. This is a really beautiful song sung very deeply by. Learn more. My peace, and my pain, you alone are my love.. A wedding coordinator is someone who will be there the day of the wedding to ensure smooth. Tum Hi Ho Arijit Singh. Meri subah ho tumhi aur tumhi shaam ho. Tum dard ho tum hi aaraam ho. Meri duaaon se aati hai bas ye sadaa. Meri hoke humesha hi rehna.

Kabhi na kehna alvida. Tum de rahi ho dil mein. Kisi aur ko jagah. Lekin koi na chahega. Tumko meri tarah. Kya hai kasoor mera. Jo dil se utar gaya. Vo tum hi toh. Meri subha ho tumhi Aur tumhi shaam ho Tum dard ho tum hi aaram ho Meri duaaon se aati hai bas yeh sadaa Meri hoke humesha hi rehna Kabhi na kehna alvida Meri hoke humesha hi rehna Kabhi na kehna alvida..

Teri baahon mein hain mere dono jahan Tu rahe jidhar meri jannat wahin Jal rahi agan hai jo yeh do tarfa Na bujhe kabhi meri mannat yahi Tu. Lyrics : Indivar. Beastly translation of a beautiful lyrics, from the request of J Arvinda. Buddy thats all what I could do, I hope you like it. Easy is to forgive others Difficult is to ask for forgiveness Easy is to set rules. Difficult is to follow them Easy is to dream every night. Difficult is to fight for a dream Easy is to show victory.

Difficult is to assume defeat with dignity Easy is to admire a full moon. Difficult to see the other side Easy is to stumble with a stone. Difficult is to get up Easy is to enjoy life every day. Difficult to give its real value Easy is to promise something to someone. Difficult is to fulfill that promise Easy is to say we love. Difficult is to show it every day Easy is to criticize others.

Difficult is to improve oneself Easy is to make mistakes. Difficult is to learn from them Easy is to weep for a lost love. Difficult is to take care of it so not to lose it. Easy is to think about improving. Difficult is to stop thinking it and put it into action Easy is to think bad of others Difficult is to give them the benefit of the doubt Easy is to receive Difficult is to give Easy to read this Difficult to follow Easy is keep the friendship with words Difficult is to keep it with meanings.

Ye to aadat ho gayi unki, Rulate hai aor manana bhul jate hai!! Khamosh se tum rehne lage ho, Intezaar kisika karne lage ho, Yakinan kisise hui hai mohabbat, Bina baat ke hi muskurane lage ho. Kisi se kuch keh bhi na sake itne majbur huye hum.. Na aayi unhe nibhaani pyar mai wafaa Aur jamaane ki najar bewafa ke naam se mashur huye hum Main hass diya kiyo ki ,sawal uski khushi ka tha. Maine khoya woh jo mera tha hi nahi,Usne khoya wo jo sirf usi ka tha.. Hum jab poochte kaun ho tum?

Muskura kar woh apne aapko hamari jaan batata. Aadab kavita ji, kaisi hain aap? Find More Posts by munfairy. Thokar lage tenu v kisi de pyar wali, Tad pyar mere da tenu ehsaas hove. Tad tu maange dil sada, Par tere aakhan aage sadi laash hove. Savera kya hua, sitaro ko bhul gaye.

Suraj kya aaya, chaand ko bhul gaye. Guzre kya kuch pal humare bina, Aap hume hi bhool gaye. Lamha lamha waqt guzar jayega, Chand lamho mein daaman chod jayega. Abhi waqt hai do baatein kar lo humse, Kya pata kal kaun teri zindagi me aa jayega. Jab jab hame pyaas lagti hai, Unke aane ki aas lagti hai. Unki deewangi main hum ho gaye itne deewane, Ki har ladki ki maa apni saas lagti hai. Kismet se apni sabko shikayat kyu hai, Jo nahi mil sakta usi se mohabbat kyu hai, Kitne khade hai raho pe, Phir bhi dil ko usi ki chahat kyu hai.

Jaruri nahi dosto me baat hoti rahe, Jaruri nahi ki dosto me mulakat hoti rahe. Jaruri hai bas dost jaha bhi rahe use hamari yaad aati rahe. Jinki yaad mein hum dewane ho gaye, Wo hum hi se begaane ho gaye. Shayad unhe talash hai ab naye dost ki, Kyunki unki nazar me ab hum purane ho gaye. Chand ki raton mein sara jahan sota hai, Lekin kisi ki yadoon mein koi badnaseeb rota hai, Khuda kisi ko mohabbat pe fida na kare, Agar kare to kisi ko juda na kare?.

Ishq ke rishte kitne ajib hote hai?. Durr rehke bhi kitne karib hote hai, Meri barbadi ka gum na karo yaro, Ye to apne apne nasib hote hai?.. Koi aankhon aankhon se baat kar leta hai, Koi aankhon aankhon mein mulakat kar leta hai, Mushkil hota hai jawab dena, Jab koi khamosh rehkar bhi sawal kar leta hai?.. Ittefaq se hum mile, Ittefaq se aap hume pasand aaye, Ittefaq se hum dost bane, Humari dosti ab ittefaq nahi, Zindagi ki khoobsurat hakikat hai?.

Yun durr rehkar duriyon ko badaya nahi karte, Apne deewano ko sataya nahi karte, Har waqt bas jise tumhara khyal ho, Usey apni awaaz ke liye tadpaya nahi karte?? Jamane se nahi to tanhai se darta hu, Pyar se nahi to ruswai se darta hu, Milne ki umang bahot hoti hai dil me, Lekin milne ke baad teri judai se darta hu?? Hum to dil deneko taiyar baithe hai, Darde mohabbat karne ko taiyar baite hai, Par hai re meri futi kismat, Koi dil leneko hi taiyar nahi?? Bekabu hai dil fir bhi jiya ja raha hu, Khali hao botal fir bhi piya ja raha hu, Majburi to dekho is dil ki?.

Reply nahi mil raha fir bhi msg kiya ja raha hu? Wo ruthe is kadar ki manaya na gaya, Durr itne ho gaye ki pass bulaya na gaya, Dil to dil tha samundar ka sahil nahi, Likh diya naam to fir mitaya na gaya?.

Tumse doori ka ehsaas jab satane laga, Tere saath guzra har lamha yaad aane laga, Jabbhi tumhe bhulne ki koshish ki, Ae dost tu dil ke aur paas aane laga?.. Ham tere dil mein rahenge ek yaad bankar, Tere lab pa khilenge muskaan bankar, Kabhi hamein apne se juda na samajhna, Hum tere saath challenge aasmaan bankar? Haqiqat samjho ya afsana, Begana kaho ya deewana, Suno is dil ka fasana, Teri dosti hai mere jeene ka bahana?..

Kuch nasha to aapki baat ka hai? Kuch nasha to dheemi barsaat ka hai? Hame aap yuhi sharabi na kahiye, Yeh dil par asar to aapse mulaqat ka hai? Idhar khuda hai, udar khuda hai, jidar dekho udar khuda hai, idhar-udhar bus khuda hi khuda hai jidhar nahi khuda hai Magar Mujhe Kaam Tha Magar Mujhe Zukham Tha Har karz dosti ka ada karega kaun, Jab hum hi nahi rahenge to dosti karega kaun.

Ay khuda mere dosto ko salamat rakhna, Verna mere jeene ki dua karega kaun. Jawani agar diwani na hoti to jahan mein mohabbat nahi hoti. Ya tim timate sitarein na hote to raat itni suhani na hoti.

Dil se tumhe kaise mita de, Hum tumhe kaise bhoola de. Ji to chahata hai duniya chor de, Ya phir judai dene wale in duniya walo ko phod de. Kehete hai ishq mein neend udd jaati hai, Koi humse bhi to ishq kar ke dekhe, Kambhaqt hummain neend bahut aati hai. Kaun kambaqt bardasht karne ke liye peeta hai Kaun kambaqt bardasht karne ke liye peeta hai Asoka ke liye maine Filmfare Award nahi jeeta hai Tawaaif ke taqdeer mein shohar nahin hote Tawaaif ke taqdeer mein shohar nahin hote Jo achchi film banate hai woh Karan Johar nahin hote Suna chunni babu, ab humein tawaaif ishq ki baatein seekhayegi Suna chunni babu, ab humein tawaaif ishq ki baatein seekhayegi Aditya Chopra kya kam tha, jo ab yeh humein pakaayegi Thakurain, tawaaif ki toh taqdeer nahin hoti Thakurain, tawaaif ki toh taqdeer nahin hoti Is liye we never invest money in LIC jeevan jyoti Silsila yeh chaahat ka na maine bujhne diya Silsila yeh chaahat ka na maine bujhne diya Bade Miya Bade Miya Chotte Miya toh Chhote Miya Sheeshe se sheesha takraye jo bhi ho anjaam Sheeshe se sheesha takraye jo bhi ho anjaam Shriram Jairam Jai jai Ram Dola Re Dola Re Dole re Dola Dola Re Dola Re Dole re Dola Wait a minute, chakkar aa raha hai!

Humpe yeh kisne haraa rang daala Humpe yeh kisne haraa rang daala Chill yaar Holi hai Tut jaate hai kabhi gaherein rishtey bhi, Gair ban jaate hai pal bhar mein apne bhi.

Ek na ek shamma andhere mein jalaye rakhiye, Subha hone ko hai mauhol banaye rakhiye, Kaun jane wo kis gali se guzre, Har gali ko phoolo se sajaye rakhiye!

Dava bhi kam na aaye, Dua bhi kam na aaye. Bas dost teri muskurahat kam aaye! Yeh mat pucho tum bin hum kya kya khote rahe, Tumhari yaadon mein hum roz kitne rote rahe, Na din gujre hai na raatein, Bas kuch bechain se hum hote rahe! Dekha unhone hume jab apni tirchi nazron se Hum to madhosh hi ho gaye, Jab pata chala ke nazrein hi tirchi hai, Hum to behosh hi ho gaye! Ar karz dosti ka ada kaun karega, Jab hum hi nahi rahenge to dosti kaun karega, Aye khuda mere dosto ko salamat rakhna, Varna mere jeene ki dua kaun karega!

Par har dil mein ek mumtaz jarur rehti hai! Teri nafarat mein wo dam nahi jo meri chaht ko mita de, Yeh mohabat hai koi khel nahi jo koi haske bhoola de! Na khuda dil banata na kisise pyar hota, Na kisiki yaad ati na kisika intazar hota. Dil diya hai ise sambhal ke rakhna, Shishe se bana hai pathar se dur rakhna! Log ishq karte hai bade shor ke saath, Humne bhi kiya tha bade zor ke saath, Magar ab karenge zaar gaur ke saath, Kyunki kal dekha tha use kisi aur ke saath!

Khuda kare in haseeno ke baap mar jaye, Maut ka bahana ho aur hum inke ghar jaye. Aisa mat keh aye zaalim,ye ek paap hoga, Tu bhi ek din ek haseena ka baap hoga! Teri nafrat mein dam nahi jo meri chahat ko mita de, Yeh mohabbat hai koi khel nahi jo kohi haske bhula de. Khuda kare in haseeno ke baap merjaye, Maut ka bahan ho aur hum inke ghar jaye, Ais mat keh a zalim ye ek paap hoga, Tu bhi kisi din ek hasina ka baap hoga Heart hai magar attack nahi, Blood hai magar pressure nahi, Dil hai magar dildar nahi.

Likhte hai unhe jo yaad aate hai. Unhe kya likhe jo sada dil mein rehte hai. Nazar se nazar milti hai, Dil se dil milte hai, Magar is duniya mein chanewale, Badi mushkil se milte hai. Tumhari lovely aankho ne, Hame aise attract kiya, Ke sabko neglect karke, Tumhe hi select kiya. Request karti hun, Refuse mat karna, Dil ka bulb jalakar, Fuse na udana. Mein tere khawb dekhu, Bhale hi tu mujhe bhool jaye, Dekhte hi dekhte magar, Aankho me paani bhaar aaye.

Ptjhad, sawan, basant, bahar, Ek baras ke mausam chaar, Paanchva mausam pyaar ka Botal hai magar, sharab nahi aata. Dard hai magar, rona nahi aata Kabhi na kabhi to baharon ke phool murjha jayenge, Bhule bhi kabhi hum tumhe yaad ayenge, Ehsaas hoga tumhe meri dosti ka jab hum bahot dur chale jayenge.

Bada armaan tha tere sang jeevan bitanne ka, Shikwa he bas tere khamosh reh jaane ka, Dewaangi isse badkar bhi kya hogi, Aaj bhi intajaar hai tere aane ka. Yeh dil pyaar ke kabil na rah, Koi bhi izhaar ke kabil na raha, Is dil mein bas gai dosti aapki, Abh to chand bhi deedar ke kabil na rah.

Kehte hai ishq mein need ud jati hai, Are koi humse bhi to pyaar kare, Kambakth hume neend bahot ati hai. Kashti toofan se nikal sakti hai, Shama bujh ke bhi jal sakti hai, Mayus na ho irade na badal, Kismat kisi bhi waqt badal sakti hai Agar hum na hote to ghazal kaun kehta, Aap ke chehre ko kamal ko kehta, Yeh to karishma hai mohabbat ka, Varna pathro ko tajmahal kaun kehta.

Phulon se khubsurat koi nahi, Sagar se gehara koi nahi, Ab aapki kya tariff karu, Dosto mein aap jaisa dost koi nahi. Dosti ki hai, Nibhani to padegi, Aapki taklif hume baatni to padegi, Aapki taklif na jaan sake to dosti kis kaam ki, Aapke liye mar na sake to zindagi kis kam ki. Zindagi ki rahon mein tumhe jo gam milenge, Mere hoslon se kam milenge, Jab khud ko tanha pao kabhi, Kasam dosti ki bas yaad karna aur samne hum milenge.

Har baat ka matlab inkar nahi hota, Har jagha par baitne intezar nahi hota, Yun to milti hai hazaron se nazrein, Har nazar ka milna pyar nahi hota. Yaro mere marne ke bad aasu na bahana, Agar meri yaad aaye to upar chale aana Ae dil kisiki yaad mein rona fizul hai, Aasu bade anmol hai, Inhe khona fizul hai, Ro to unke liye jo tumpar nissar hai, Uske liye kya rona jinke aashiq hazar hai. Kaash vadon ka matlab wo samajhte, Kaash khamoshi ka matlab wo samajhte, Nazar milti hai hazaron nazaron se, Kaash meri nazaron ka matlab wo samajhte Aankhon ki zuban wo samajh nahi pate, Hoth magar kuch keh nahi pate, Apni bebasi kis tarah kahe, Koi hai jiske bina hum reh nahi pate Har bat ka matlab inkar nahi hota, Har jagah par baitna intezar nahi hota, Yun to milti hai hazoron se nazrein, Har nazar ka milna pyar nahi hota Ae dil kisiki yaad mein rona fizul hai!

Aasu bade anmol hai, Inhe khona fizul hai, Ro to unke liye jo tumpar nissar hai, Unke liye kya rona jinke aashiq hazar hai Kaash vadon ka matlab wo samajhte, Kaash khamoshi ka matlab wo samajhte, Nazar milti hai hazaron nazron se, Kaash meri nazron ka matlab wo samajhte Aankhon ki zubhan wo samajh nahi pate, Hoth magar kuch keh nahi pate, Apni bebasi kis tarah kahe, Koi hai jiske bina hum reh nahi pate Yaaro mere marne ke bad aasu na bahana, Agar meri yaad aaye to upar chale aana Jo sadiyaon se hota aaya hai Woh repeat kar doonga Company kee ladkiyaan sunder hain Aur lonely hain Shayad mere pyar ko taste karna bhool gaye Tumhare samne hain itney items kabhi hame bhi pick karo Roz subha hum karte hai itne pyar se unhe good morning Ho gayi galti humse, click ho gaya mouse Duniya ki parwaah chhodo, ban jaao meri spouse!

Tumse mila main kal to, mere dil mein hua ek sound, Lekin aaj tum mili to kehti ho: Your file not found!

Ab aur kaho na tum, "but" ya "if" Tum ho meri zindagi ki animated. Ishq ek shokh nigaah hai dost, Unpe mit jaane ki ek chaah hai dost, Ishq manzil nahin, koi iraadaa bhi nahin, Jhoot ke jangal se alag, Sach ki ek raah hai dost. Door se dekha to paani baras raha tha Door se dekha to paani baras raha tha Paas gaya Aisa bhi nahin hai ke, I don't like your face , Par dil ke computer mein, nahin hai enough disk space Main tumhein pyaar kyun karoon, tum nahi ho Ash, Phir bhi tumhe dekhkar mera, system hota hai crash Teirna hai to beach me aao, Kinaro pe kya rakha hai, Pyaar karna hai to bahon me aao, isharo me kya rakha hai.

Khud ko kar buland itnaa.. Ke' Himaalay ki choti pe jaa pahunche.. Aur khuda tumse puche.. Maine tujhe sau-sau khat likhe, tune kisi ka bhi jawab nahi diya; kahin tere dil mein raddi ki tokri to nahi? Ladki boli: Bewkoof, Yeh bolana bhi paap hoga, kisi din tu bhi kisi hasina ka baap hoga. Ladki boli: Chandni chaand se hoti hai, sitaron se nahi, Mohabbat ek se hoti hai, hazaaron se nahi.

Ladka bola : Chandni agar chaand se hogi to sitaron ka kya hoga, Mohabbat agar ek se hogi to hazaron ka kya hoga. Bewafa sanam se to cigrattee achi hai, Bewafa sanam se to cigrattee achi hai, Dil jalati hai, par hoto se to lagti hai Tumne mere man se khela Tumne mere tan se khela Tumne mere dhan se khela Wah, Wah Wah! Abe raat ko hi dosto ki yaad aati hai, Din ko kya ladkiya nazar aati hai.

Din ko message kiya kar yaar, Raat ko humein some se hain pyar. True friends are like Diamonds, They are real and rare. False friends are like leaves, They are scattered everywhere. Guzre huwe kal ki yaad aati hai, Kuch lamho se aakhen bhar aati hai. Who subah rangeen who shaam nirali doob jaati hai, Jab aap jaisi dosto ki yaad aati hai.

Love them like a river, Because a river flows forever. Friendship is not something that happens at first sight, It happens when you start knowing each other and in turn endup needing each other. For every feeling, for every thought and for every moment. Agar kal hum nahi bhi rahe, Hamari yaadein sada rahengi. Sirf nazare uthake chaand ko dekhna, Hamari dosti ki tasvir waha bani rahegi. Jab dosti ki daastan waqt sunayega, Hum ko bhi koi shaks yaad aayega. Tab bhool jayenge zindagi ko, Jab aap ke saath guzra zamana yaad aayega.

Deta nahi mali bhi sahara mujhko, Yeh hawa bhi lazzati hai mujhko, Murjhaye hue phool kabhi khilte nahi, Ruthe hua pyar kabhi lautta nahi. God ne tujhe bheja to bheja, Lekin bheja to aisa bheja ki bheje mein bheja hi nahi bheja.

Yeh mujhe kisi ne bheja isliye maine tujhe Bheja. Message per message bheja karte ho, Bheja kharab karte ho. Khud ke bheje mein to kuch nahin auro ka bheja hua bheja karte ho. Ae dil kisi ki yaad mein rona fizul hai, Aasu bade anmol hai. Inhe khona fizul hai, Rowo to unke liye jo tumpar nisar hai. Unke liye kya roha jinke deewane hazar hai. Ho sakta hai bearish ke baad aasman neela na ho, Ho sakta hai dhoop aane par sarso pili na ho, Par aisa kaise ho sakta hai ki tumhari yaad aye aur aankhen gili na ho.

Is duniya mein dost kam milenge, Is duniya mein gham hi gham milenge, Jaha duniya pher legi, Us mod pe dost humhi? Leher aati hai kinare se palat jaati hai, Yaad aati hai dil mein sama jaati hai, Leher aur yaad main fark sirf itna hai ki, Leher bewaqt aati hai yaad har waqt aati hai. Zindagi ke safar mein rahi milte hai bichad jane ko, Aur de jate hai yaadein, tanhayee mein tadpane ko. Tumhe gairo se kab fursat, Hum apne gam se kab khali, Chalo ho chukka milna, Na tum khali na hum khali.

Jidhar dekho udhar isq ke bimaar baithe hai, Hazaro mar chuke hai, Sekado tayyar baithe hai. Ishq karnay ke bhi kuch adaab hua kartay hain Jagti ankhon ke bhi kuch khawab hua kartay hain Har koi ro ke dekhlayee ye zarori toh nahi Khush ankhon mein bhi sehlaab hua kartay hain?.. Ansuo se palak bhigo leta hu,Yaad teri ati hain to ro leta hu Socha ke bhoola du tujhey mager,Har baar faisla badal deta hu Chaho to dil se hamko mitta dena Chaho to humko bhula dena Par Yeh wada karo ki aaye jo kabhi yaad hamari To rona nahi Bus muskura dena Socha tha har mode pet era intezaar karenge.

Par kambakht sadak hi sidhi nikli. Teri kayenat main ay khuda mera yeh dil kahi laga nahi. Jo tassalia mere dil ko de who abhi tak mujhe mili nahi. Dil se dil badi mushkil se milte hai, Tofanoo mein sahil badi mushkil se milte hai. Yu to mil jaate hain hazaron, Magar aap jaise dost nasib walon ko milte hai. Unki gali ke chakkar kaat te kaat te kutte humare yaar ho gaye, Woh to humare ho na sake, hum kutto ke sardar ho gaye. Humein to apno ne luta,gairo mein kahan dum tha, meri kashti thi dubi wahan, Jahan pani kam tha?

Guzre hue kal ki yaad aati hai, Kuch lamho se aankhein bhar aati hai, Wo sham nirali dub jati hai, Jab aap jaise dost ki yaad aati hai.. Tarasti nazaron ki pyas ho tum, Tadapte dil ki aas ho tum, Bujti zindagi ki sas ho tum, Phir kaise na kahu??.. Kisi ke dhadakte dil ke peeche jaroor koi baat hoti hai, Kisi ke udas dil ke peeche kisiki yaad hoti hai, Aap ko pata ho-na-ho, Aap ki khushi ke peeche meri fariyaad hoti hai?..

Hum haste hai to wo samajhte hai ki inhe aadat hai muskurane ki, Lekin who naadan kya samajhe ki yeh bhi ek ada hai gum chupane ki?. Chaho to dil se humko mita dena, Chaho to humko bhula dena, Par yeh wada karo ki aaye jo kabhi yaad hamari, Rona mat sirf muskura dena?.. Suraj se kaho ki roshni dena chod de, Sitaro se kaho ki timtimana chod de, Agar tum nahi aa sakte to apni yadoon se kaho humein satana chod de?. Yun to hum kisika peecha nahi karte, Darde dil liya aur diya nahi karte, Ittefaq ki baat hai ki ye dosti aap se hai, Varna itni kimti cheez hum kisiko diya nahi karte?

Sabne kaha ishq dard hai, Humne kaha ye dard Kabul hai, Sabne kaha is dard ke saath ji nahi paoge, Humne kaha is dard ke saath marna Kabul hai?? Zamane ke darr se teri tasvir toilet mein chupa rakhi hai, Didar ho tera bar bar isiliye julab ki goli kha rakhi hai?. Ruuth kar tum mujhe bhulane lage, Itne durr hue ke bahut yaad aane lage, Kaise bhuladu tumhe ek pal mein, Jab tujhe pane mein mujhe zamane lage?.

Aankhon pe aasoon ki lakir ban gai, Kabhi na socha tha aisi takdir ban gai, Humne to phirai thi reet mein ungliya, Gaur se dekha to tumhari tasveer ban gai?.. Hasraton ki nigaho pe sakht pehra hai, Na jane kis umeed pe ye dil thehra hai, Teri chahton ki kasam ae dost, Apni dosti ka rishta pyar se bahot zada gehra hai?..

Deewane hai tere naam ke is baat se inkar nahi, Kaise kahe ki hume aapse pyar nahi, Kuch to kasoor hai aapki adao ka, Hum akele to gunhegar nahi?.. Jo humse milte hai hum unse dil se milte hai, Warna hum toh wo shaks hai jo khwabon mein bhi badi mushkil se milte hai?..

Mera din teri raat se acha hoga, Mera dil tere jazbaat se acha hoga, Jis din niklegi teri doli, Ghoonghat utha ke dekhna?.. Jeene ke liye tera armaan hi kafi hai, Dil ke kalam se likhi yeh dastaan hi kafi hai, Teer ki kya zaroorat e-janam, Qatl karne ke liye teri muskaan hi kafi hai?. Khamosh se tum rehne lage ho, Intezaar kisika karne lage ho, Yakinan kisise hui hai mohabbat, Bina baat ke hi muskurane lage ho?..

Lehar aati hai kinare se palat jati hai, Yaad aati hai dil mein sama jati hai, Lehar aur yaad mein fark sirf itna hai, Lehar bewaqt aati hai aur yaad har waqt aati hai?. Tusi bade hi great ho, Rasgulle di plate ho, Pepsi da crate ho, Ande da omlate ho, Par jo bhi ho mere sweet friend ho?.

Tum milo na milo milne ka gam nahi, Tum pas se nikal jao milne se kam nahi, Mana ke tumhe humari kadar nahi, Magar unse pooch jinhe hum hassil nahi?. Pyar kya hota hai?? Kya ye kabhi pura hota hai? Aji ye kya pura hoga, Iska to pehla akshar hi adhura hota hai?. Tanhai mein waqt barbad kiya karte hai, Hum har din har pal tumhe yaad kiya karte hai, Mein nahi janta gharwale batate hai, Hum neend mein bhi aapka naam liya karte hai?.. Kaash banane wale ne dil kach ke banaye hote, Todne walo ke hathon mein zakhm to aaye hote?..

Mulk ki bhi 1 sarhad hoti hai. Bachhe ki bhi 1 zid hoti hai. Aur kitna intezar karu tere sms ka. Are yaar kanjoosi ki bhi had hoti hai. Is duniya mein dost kam milenge, is duniya mein gham hi gham milenge, jaha duniya nazar fer legi, us mod per dost tumhe hum milenge. Aashman se barse moti jo bikhrne se toot na jaye, dosti aisi mat karna aaj rahe kal toot na jaye. Zubaan se naam lete hai, Aankhon se aansu chalak jaate hai. Kabhi hazaro baatein kiya karte the, Aaj ek baat ke liye taras jaate hai.

Tum kya jaano gum kya cheez hai, Tum kya jaano gum kya cheez hai, Are Tum kya jaano gum kya cheez hai, Tumne to sari umar cellotape use ki hai. Zaruri to nahi jine ke liye sahara ho, Zaruri to nahi hum jinke hai who humara ho, Kuch kashtiya dub bhi jaya karti hai, Zaruri to nahi har kashti ka kinara ho.

Phoolon ki har kali khusbu de aapko, Suraj ki har kiran roshni de aapko, Hum to kuch den eke qabil nahi, Magar dene wala har khushi de aapko. Yeh mat sochna bhool jayenge tumhe, Door rehkar bhi chahenge tumhe, Agar dost banker raas na aaye, To ajnabee banker bhi yaad aayenge tumhe. Ae mere SMS, mere dost ke paas jana, Agar who so rahe ho to shor mat machana, Jab who jaage to dheere se muskarana, Phir dil ka haal batana? Miss u. Phoolon se khoobsurat koi nahi, Sagar se gehara koi bahi.

Ab aapki kya tariff karoo, Dosto mein aap jaisa pyara koi nahi. Har kisi ko mukkammal jahaan nahi milta, Kahin jameen to kahin aasman nahi milta. When things turn out bad and your strength is no longer enough to carry them. You must never give up, cause when your strength ends, my worth os your friend begins. Devdas ke babuji ne kaha ghar chhod do, Ma ne kaha paro ko chodd do, Paro ne kaha daroo chhod do, Aapko kisne kaha SMS karma chhod do.

Sirf chahne se mulakat nahi hoti, Suraj ke saath kabhi raat nahi hoti, Hum jise chahete hai jaan se bhi jayada, Saamne hote hai par baat nahi hoti.

Dosti ki tadap ko dikhaya nahi jata, Dil mein lagi aag ko dikhaya nahi jata, Kitni bhi doori ho dosti mein, Aap jaise dost ko bhulaya nahi jata. Tere dar par sanam hazaar baar aayenge. Ghanti bajayenge aur bhag jayenge. Maine poocha chand se? Dekha hai kahi mere yaar sa kahi.? Chand ne kaha? Har mazar mein ek kashish hoti hai, Har dil mein ek chahat hoti hai, Mumkin nahi hare k ke liye tajmahal banana, Kyunki har dil mein mumtaj hoti hai.

Din ko chain nahi, Raat ko aaram nahi, Ji na lage kahi, E khuda kya yehi pyar hai? Are, paagal ye pyar nahi India ki garmi hai. Zindagi mohtaz nahi manzilo ki, Waqt har manzil dikha deta hai. Marta nahi ko kisi se juda hoke, Waqt sabko jina sikha deta hai.

Yaad karte hai tumhe tanhayee main, Dil duba hai gum ki gahraye main, Tum dhoondti ho humein apne dil mein, Hum milenge tumhe tumhari parchayee main. Tu chandramukhi main suryamukhi, Tu bhi dukhi main bhi dukhi, Tu chatt se neeche kud ja, Tu bhi sukhi main bhi sukhi. Behind ur smile I know there r sorrows, Behind ur laughter I know there r tears, And I want u 2 know that behind u I am always there 4 u.

Deewane hai tere naam ke is baat se inkaar nahi, Kaise kahe ki humain aapse pyar nahi. Kuch to kasoor hai aapki nigaho ka, Hum akele to gunehegaar nahi.

Maine dil ko lakh samjhaya ki e dil unko yaad karma chodd de par dil ke hark one se awaz aai, yahan to har sans main who base hai to kya saas lena chod de. Zindagi, manjil, waqt kisi ne humara saath nahi diya, Sab par se puri tarah vishwas uth gaya. Is duniya se ub gaya hai ab humara jiya, Kisi ko kitna hi chaha kam reh gaya.

Dil mein ummidon ki shama jala rakhi hai. Humein apni alag duniya basa rakhi hai. Is yakin ke saath ki ayega aapka SMS. Humne apni nazar mobile par bicha rakhi hai. What would you call a fat girl waiting for a bus in one word? Bite the neck gently, Chew the breast softly, Spread the legs slowly, Suck the juice excitingly, That is the way you should eat? Tandoori Chicken? I decided to send you the cutest and sweetest gift of the world.

But the postman shouted at me saying,? Get out of the post box.? Baat to who hi nahi karte, Kehna to hamain bhi aata hai. Yeh to apni apni ada hai, Koi kehata hai koi chup rehata hai.

Gandhi kaisi chali teri aandhi, Aaya tha langot mein ghus gaya ke note mein. Khuda se maine ek dua maangi, Dua main apni maut maangi, Phir khuda ne kaha maut to tujhe mein de du, Par usko kya kahu jisne teri lambi umar maangi.

Keh ke dekh liya, Chup reh ke bhi dekh liya, Kya kare jab unhone hi khamosh kar diya. Unse baat karne ke liye hum bahut tadapte hai, Kya kare jab humare call karne se who bhadkte hai. Hakeekat samjho ya afsana; Begana kaho ya deewana; Suno mere dil ka fasana; Teri dosti hai mere jeene ka bahana. Aur Bola Beta bola "Papa Papa mujhe bandar dekhna hai". Papa bole, "Nahi bete, abhi nahi". Humne piya hai tum bhi piyo. Aisi dosti hamari ki dil chahe tu har safar hard agar mein mile, Mar bhi jao to pyar rahe kayam, Tu saath wali kabar mein mile.

Aapko miss karma roz ki baat hai, Yaad karma aadat ki baat hai, Aapse dur rehne kismet ki baat hai, Magar aapko jhelna himmat ki baat hai. Zindagi mein kabhi to mujhko yaad karoge, Mehfil mein nahi to tanhai mein fariyad karoge, Humsa na mila na milega koi aur, Tab apni kismet pe naaz karoge. Umeed aisi ho jo jeene ko mazbur kare, Raah aisi ho jo chalne ko mazboor kare, Mahek aisi ho apne pyar ki, Pyar aisa ho jo milne ko mazbur kare. Dared dil mein gam ki kaliyan khilti hai, Ab to tanhaiya aakar humse milti hai, Aapne bandh kiya jabse sms karma, Mobile ki battery jyada chalti hai.

Tumhari naam ki gazalein chand par likhne ko ji chahta hai. Par kya karu yeh jaalim khwab amavas ki raat ko hi aata hai. Har koi pyar ke liye rota hai, Har koi pyar ke liye hi tadapta hai, Mere pyar ko galat mat samajna? Pyar to dosti mein bhi hota hai. Kadam kadam pe hawao se talukh rakhna, Dosti ke naam pe dosti ka asra rakhna. Chahiye jo mujhe Kar de tu mujhko ata Jeeti rahe saltanat teri Jeeti rahe ashiqui meri Dede mujhe zindagi meri Tenu dil da vasta.

Rabba mere din yeh na dhale Woh jo mujhe khwab mein mile Use tu lagade ab gale Tenu dil da vasta. Rabba aaya dar digaar ke Sara jahan chod chad ke Mere sapne sawar de Tenu dil da vasta.

Ajj din chadheya Tere rang varga Ajj din chadheya Tere rang vargaaaa… Ajj din chadheya Tere rang vargaaa..

Din chadheyaaaa.. Rahat, once again, you have stamped your authority in the hearts of your fans by singing them another beautiful, lilting and enthralling song, which will linger on in the air for many years like your other memorable renditions!

Basically he is singing most of the song to god. The Brighness of the Day today is thanks to the colour of your skin din Cardheya.. Oh lord pls dont let this day end hold in your arms, the one i meet in my dreams for the sake of my heart for the sake of love.



0コメント

  • 1000 / 1000